Bekhayali Lyrics | Kabir Singh | Shahid Kapur, Kiara Advani |Sandeep Reddy Vanga | Sachet-Parampara | Irshad - Newlyricsworld.com

Latest

Newlyricsworld.com

"new Lyrics world is true lyrics website from India here we are uploading new songs lyrics that you can read and feel the music, most of the times we listen to those songs but can't understand what is the meaning of that song or vocal are not clear so that we are creating this website to provide you the new release songs lyrics #newlyrics,#lyrics, #newsongslyrics, #tseres, #tseres lyrics, #hindilyrics, #englishlyrics, #music, #song, #songlyrics

BANNER 728X90

Sunday, June 7, 2020

Bekhayali Lyrics | Kabir Singh | Shahid Kapur, Kiara Advani |Sandeep Reddy Vanga | Sachet-Parampara | Irshad

Bekhayali Lyrics Song | Kabir Singh | Shahid Kapur, Kiara Advani|Sandeep Reddy Vanga | Sachet-Parampara | Irshad

Presenting Bekhayali full video, a song that evokes the emotion of heartbreak & love at once! The Bollywood movie Kabir Singh is starring Shahid Kapoor and Kiara Advani. The film is directed by Sandeep Reddy Vanga.

Bekhayali Lyrics | Kabir Singh | Shahid Kapur, Kiara Advani |Sandeep Reddy Vanga | Sachet-Parampara | Irshad

Lyrics

Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayal Aaye Kyun Bichadna Hai Jaruri Ye Sawal Aaye Teri Nazdeekiyo Ki Khushi Behisab Thi Hisse Mein Fansle Bhi Tere Bemisal Aaye Main Jo Tumse Door Hu Kyun Door Main Rahu Tera Gurur Hu Uun Aa Tu Fansla Mita Tu Khaawb Sa Mila Kyun Khaawb Tod Du Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayal Aaye Kyun Judai De Gaya Tu Ye Sawal Aaye Thoda Sa Main Kafa Ho Gaya Apne Aap Se Thoda Sa Tujhpe Bhi Bewajah Hi Malaal Aaye Hai Ye Tadpan Hai Ye Uljhan Kaise Jee Lu Bina Tere Mere Ab Sabse Hai Ann-Ban Bante Kyun Ye Khuda Mere Ulll Ye Jo Log-Baag Hai Jungle Ki Aag Hai Kyun Aag Mein Jalu Ye Nakaam Pyar Mein Khush Hain Haar Mein Inn Jaisa Kyun Banu Raatein Dengi Bata Neendo Mein Teri Hi Baat Hai Bhoolun Kaise Tujhe Tu Toh Khayalo Mein Sath Hai Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayal Aaye Kyun Bichadna Hai Jaruri Ye Sawal Aaye Nazar Ke Aage, Har Ek Manjar Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai Dard Tumhara Badan Mein Mere Zehar Ki Tarah Utar Raha Hai Nazar Ke Aage, Har Ek Manjar Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai Dard Tumhara Badan Mein Mere Zehar Ki Tarah Utar Raha Hai Aa Jamaane Aajma Le Ruthta Nahi Faanslo Se Haunsla Ye Tutt’ta Nahi Na Hai Wo Bewafa Aur Na Main Hu Bewafa Wo Meri Aadaton Ki Tarah Chhutata Nahi

No comments:

Post a Comment